Dibyajyoti Purushottam

Dibyajyoti Purushottam
Prospectives of Past, Present & Future; And Foresightedness

Search My Blog

18 October, 2014

Jai Jagadish Hare

Bhajan / Prarthana

Om Jai Jagdish Hare, Swami Jai Jagdish Hare
Bhakt Jano Ke Sankat, Daas Jano Ke Sankat, Shan Mein Door Kare
Om Jai Jagdish Hare
 
Jo Dhyave Phal Paave Dukh Binse Manka, Swami Dukh Binse Manka
Sukh Sampati Ghar Aave, Sukh Sampati Ghar Aave, Kasht Mite Tanka
Om Jai Jagdish Hare
 
Maat-Pita Tum Mere Sharan Padu Mein Kiski, Swami Sharan Padu Mein Kiski
Tum Bin Aur Na Dooja, Prabhu Bin Aur Na Dooja, Aas Karun Main Jiski
Om Jai Jagdish Hare
 
Tum Puran Parmatama Tum Antaryami, Swami Tum Antaryami
Par Brahma Parmeshwar, Par Brahma Parmeshwar, Tum Sabke Swami
Om Jai Jagdish Hare
 
Tum Karuna Ke Sagar Tum Palankarta, Swami Tum Palankarta
Main Murakh Khal Kami, Main Sewak Tum Swami, Kripa Karo Bharta
Om Jai Jagdish Hare
 
Tum Ho Ek Agochar Sabke Praan Pati, Swami Sabke Praan Pati
Kis Vidhi Milun Daya Mein, Kis Vidhi Milun Daya Mein, Tum Ko Mein Kumti
Om Jai Jagdish Hare
 
Deen Bandhu Dukh Harta Tum Rakshak Mere, Swami Tum Rakshak Mere
Karuna Hast Uthao, Karuna Hast Uthao, Dwar Pada Mein Tere
Om Jai Jagdish Hare
 
Vishay-Vikaar Mitao Paap Haro Deva, Swami Kasht Haro Deva
Shraddha Bhakti Badhao, Shraddha Prem Badhao, Santan Ki Seva
Om Jai Jagdish Hare
 
Shree Jagdish Ji Ki Aarti Jo Koi Nar Gaave, Swami Prem Saheet Gaave
Kehat Shivanand Swami, Kehat Harihar Swami, Sukh Sampati Paave
Om Jai Jagdish Hare
 

10 October, 2014

Mantras

10-Oct-2014: Mantras

GAAYATRI MANTRA

Om Bhur Bhubah Swah Tat Sabitur Barenyam

Bhargo Debasya Dhimahi Dhiyo Yo Nah Prachodayaat


ଗାୟତ୍ରୀ ମନ୍ତ୍ର:

ଓଁ ଭୂର୍ଭୁବଃ ସ୍ୱଃ ତତ୍ ସବିତୁର୍ ବରେଣ୍ୟମ୍ 

ଭର୍ଗୋଦେବସ୍ୟ ଧୀମହି ଧୀୟୋ ୟୋନଃ ପ୍ରଚୋଦୟାତ୍


MAHAA MRUTYUNJAYA MANTRA

Om Tryambakam Jajaamahe Sugandhim Pushtibardhanam
Urbarukamiba Bandhanaan Mrutyormukhiya Maamrutaat


ମହା ମୃତ୍ୟୁଞ୍ଜୟ ମନ୍ତ୍ର:

ଓଁ ତ୍ର୍ୟମ୍ବକମ୍ ଯଯାମହେ ସୁଗନ୍ଧିମ୍ ପୂଷ୍ଟିବର୍ଧନମ୍ 

ଉର୍ବରୁକମିବ ଵନ୍ଧନାନ୍ ମୃତ୍ୟୋର୍ମୁଖିୟ ମାମୃତାତ୍